
Aaj Aik Aur Baras Beet Gya Us Ke Beghair
Jis Ke Hoty Hue Hote Thy Zamanay Meray

Aap Ik Zahmat Nazar To Karain
Kon Be-Hosh Ho Nahi Sakta

Fatoor Hota Ha Har Umer Ma Juda Juda
Khilona Ishq Pesa Aur Phir Khuda Khuda

Kar Nafsi Khuwahishat Puri Abhi Man kala Nahi Ha
Phir Andharon Me kar Gila Kyu Ujala Nahi Ha

Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jy Ga
Waqt Ka Kya Ha Guzarta Hy Guzar Jy Ga
Ay Dost Mohabbat Ke Sadme Tanha He Uthane Parte Hain

Ay Dost Mohabbat Ke Sadme Tanha He Uthane Parte Hain,
Rahbar Toh Faqat Is Raste Mein Do Gaam Sahara Dete Hain
Rahbar Toh Faqat Is Raste Mein Do Gaam Sahara Dete Hain

Yaaro Ki Mehfil Ma Yaar Kam Na Milayn Gy
Mil Jy Gy Hum Jaisay Lekin Hum Na Milay Gy

Aik Ghazal Meer Ki Parhta Ha Paroosi Mera
Aik Nami Si Meri Dewar Ma A Jati Ha

Ma Likhta Hu Aur Woh Parhti Ha
Bas Itna Sa Ha Ab Ta’aluq Hamara
Woh Mohabbat Ko Meri Rooh Sa Nichor Kar Ly Gya
Chorr Gya Mujhay Ishq Ki Galyon Ma Dewana Kar K
No comments:
Post a Comment