
Woh Jo Muskaray Hum Hoosh Ganwa Bethay Moon
Hoosh Ma Ay Thy K woh Phir Muskara Bethay

Koi Pal Ho teray Saath Ka
Mery Umar Bhar Ko Semaat Ly
Ma Fanaa Baqaa Ke Sabhi safar
Usi Aik Pal Me Guzaar Dun

Kesay Kehan Ke Tujh Ko Bhi Hum Sy Ha Wastaa Koi
Tu Ny To Hum Sy Aaj Tak Koi Gilaa Nahi Kya

Loog Likhty Hn Meray Ashq o Lahoo SY Ghazlyn
Too Ny To Itna Bhi Na Socha Keh Men Roota Kyun Hu

Waar Kr Tum Pr Saaray Jahan Ki Khushiyan …
Tum Ko Hansta Hua Dekhun Yeh Jee Chahata Hy

Woh Jo Jazbaat Ki Hurmat Sy He Na Waqif Hn
Kesay Mumkin Tha Ke Woh Ishq Ki Izzat Krty

Gham e Zindagi Ny Bhi Kuch Aisy Talkhiyan Bhi Den
Khushi Ka Waqt Aaya Magar Muskara na Sakay

Suno .. Bachaa He nahi Mujh Ma Kuch Ab
Me Kesay Tum Sy Muskara Kr Baat Karon

Darwaza Bhi Jesay Meri Dharkan Sy Juraa Ha
Dastaak He batati Ha Paraya Ha Ke Tum Ho

Munasib Samjho To Sirf Itna Bata Do
Dil Bechan Ha, Kahin Tum Udas To Nahi
No comments:
Post a Comment